∗ Touba Karne Waalo Ka Inaam ….
» Asli Touba Woh Hai Jo Gunaah Karne Ke Baad Dobara (Wo Gunaah) Na Kiya Jaaye, Balki Yeh Saacha Ahaad Ho Aapne Rabb Ta’ala Se Ki Ab Mai Yeh Gunaah Dobara Apni Zindagi Me Kabhi Nahi Karunga,
“Aur Woh Ke Jab Koi Behayai Ya Aapni Jaano Pe Zulm Kare Aur Allah Ko Yaad Karke Aapni Gunaaho Ki Muafi Chahe. Aur Gunaah Kaun Bakhshe Siwaaye Allah Ke Aur Apne Kiye Pe Jaan Bujh Kar Aad Na Jaaye, Aiso Ka Badla Unke Rab Ki Bakshish Aur Jannatein Hai”.
- (Surah Al Imraan, Ayaat 135-136)
No comments:
Post a Comment